Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 14 July 2020

Wo kaunsa Azkar hai jiska padne wala shaqs usse kehne mein sach kahe yh Jhoot par Allah Subhanahu usse is ki pareshaniyon se uss ke liye kaafi hoga

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Wo kaunsa Azkar hai jiska padne wala shaqs usse kehne mein sach kahe yh Jhoot par Allah Subhanahu usse is ki pareshaniyon se uss ke liye kaafi hoga 

A.
يَا حَىُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيثُ
Ya Hayyu Ya Qayyum, Bi-Raḥmatika Astagith
B.
اللَّهُ  اللَّهُ رَبِّي لَا أُشْرِكُ بِهِ شَيْئَاً
Allahu, Allahu Rabbi La Ushrika Behi shayaa
C.
حَسْبُنَا اللَّهُ وَنِعْمَ الْوَكِيلُ عَلَى اللَّهِ تَوَكَّلْنَا ‏
HasbunAllah Wa Naimal Wakeel AlaAllahi Tawakkalna
D.
 لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ
La ilaha illAllahul Rabbul Arsh-il-Azeem
E.  
لَا اِلٰہَ إِلَّا اللّٰہُ الْحَلِیمُ الْکَرِیمُ ،سُبْحَانَ اللّٰہِ وَتَبَارَکَ اللّٰہُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِیمِ، وَالْحَمْدُ لِلّٰہِ رَبِّ الْعَالَمِینَ
La ilaha illAllahul Al halimul kareem SubhanAllahi wa tabarakAllahu Rabbul Arsh-il-Azeem wal-Hamdulillahi Rabbul Aalameen 
F. حَسْبِيَ اللَّهُ لَا إِلَهَ إِلَّا هُوَ عَلَيْهِ تَوَكَّلْتُ، ‏‏‏‏‏‏وَهُوَ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ
Hasbi-yallahu la ilaha illa huwa aa'layhi tawak-kalth;
 Wa’huwa rabbul aar’shil aa’zeem

G. Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar
 
❗Note agar apka jawab "G" hai toh apna sahi jawab likhiye


*********************

Sahi Jawab - F✅


Subah ke waqt aur Shaam ke waqt saat martaba padne se Allah is ki pareshaniyon se usay kaafi hoga

Reference📚:
-----
Jo shakhs subah ke waqt aur shaam ke waqt saat martaba 

« حَسْبِيَ اللَّهُ لَا إِلَهَ إِلَّا هُوَ عَلَيْهِ تَوَكَّلْتُ، ‏‏‏‏‏‏وَهُوَ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ »

Hasbi-yallahu la ilaha illa huwa aa'layhi tawak-kalth;
 Wa’huwa rabbul aar’shil aa’zeem

kaafi hai Mujhe Allah , sirf
wahi mabood barhaq hai, isi par mein ne bharosa kiya hai, wahi Arsh Azeem ka RABB hai kahe to Allah is ki pareshaniyon se usay kaafi hoga chahay unke kehne mein woh sacha ho ya jhoota .
----
Abu al-Darda said: if anyone says seven times morning and evening; “Allah sufficeth me: there is no god but He; on him is my trust- he, the Lord of the Throne (of glory) Supreme”, Allah will be sufficient for him against anything which grieves him, whether he is true or false in (repeating) them. 
----
 جو شخص صبح کے وقت اور شام کے وقت سات مرتبہ  «حسبي الله لا إله إلا هو عليه توكلت وهو رب العرش العظيم»  کافی ہے مجھے اللہ، صرف وہی معبود برحق ہے، اسی پر میں نے بھروسہ کیا ہے، وہی عرش عظیم کا رب ہے کہے تو اللہ اس کی پریشانیوں سے اسے کافی ہو گا چاہے ان کے کہنے میں وہ سچا ہو یا جھوٹا۔ 
-----
Sunnan e Abu Dawood#5081-,Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...