Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 12 July 2020

wo kaun log hai jinhone Allah Subhanahu se kamiyab sauda kiya hain

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Jawab ek se ziyada hai!

Sawal: wo kaun log hai jinhone Allah Subhanahu se kamiyab sauda kiya hain

A: Allah Subhanahu ki muqarrar hudood ki hifazat karne wale
B: Neki ka hukum karne wale aur buraiee se rokne wale
C: Jhooth se bachne wale
D: khushu aur khuzo se Sajda aur Ruku karne wale
E: Rozedaar
F: Allah Subhanahu ki hamd o sana karne wale
G: Duniyawi lazzaton se kinara kash karne wale
H: Tauba karne wale
I: Ibadat guzar

J: Sahi Jawab ka intezaar

*************

Sahi Jawab - ABDEFGHI✅
Aise momeem jinhone Allah Subhanahu se kamiyab sauda kiya hain..

Reference📚:
-------
Bismillahirrahamnnirrahim

اَلتَّآئِبُوۡنَ الۡعٰبِدُوۡنَ الۡحٰمِدُوۡنَ السَّآئِحُوۡنَ الرّٰکِعُوۡنَ السّٰجِدُوۡنَ الۡاٰمِرُوۡنَ بِالۡمَعۡرُوۡفِ وَ النَّاہُوۡنَ عَنِ الۡمُنۡکَرِ وَ الۡحٰفِظُوۡنَ لِحُدُوۡدِ اللّٰہِ ؕ وَ بَشِّرِ  الۡمُؤۡمِنِیۡنَ ﴿۱۱۲﴾

(Yh Momin jinhon ne yh kamiyab sauda kiya hain woh kaun hain) Tauba karne wale, Ibadat guzar, (Allah ki) hamd o Sana karne wale duniyawi lazzaton se kinara kash, Rozedaar, ( khusho o khuzo se ) ruku karne wale (Qurb Ellahi ki khatir ) Sujood karne wale, neki ka hukum karne wale aur buraiee se rokne wale aur Allah ki (muqarrar kardah) hudood ki hifazat karne wale hain, aur un Ahle Emaan ko khushkhabri suna dijiye
-----
(یہ مومنین جنہوں نے یہ کامیاب سودا کیا ہے وہ کون ہیں؟ ) توبہ کرنے والے، عبادت گذار، (اللہ کی) حمد و ثنا کرنے والے، دنیوی لذتوں سے کنارہ کش روزہ دار، (خشوع و خضوع سے) رکوع کرنے والے، (قربِ الٰہی کی خاطر) سجود کرنے والے، نیکی کاحکم کرنے والے اور برائی سے روکنے والے اور اللہ کی (مقرر کردہ) حدود کی حفاظت کرنے والے ہیں، اور ان اہلِ ایمان کو خوشخبری سنا دیجئے
----
 [Such believers are] the repentant, the worshippers, the praisers [of Allah ], the travelers [for His cause], those who bow and prostrate [in prayer], those who enjoin what is right and forbid what is wrong, and those who observe the limits [set by] Allah . And give good tidings to the believers. 
----
Al Quran Surah At Tawba: (09:112)

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...