Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Thursday 9 July 2020

Ahle Jannat walo ki khoobiya jab wo kayenge aur peeyenge




Bismillahirrahamnnirrahim

Hadith: Ahle Jannat walo ki khoobiya jab wo kayenge aur peeyenge
------
Jabir RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Sallallahu Alaihi wa sallam ne farmaya Ahal Jannat wahan kayenge aur peeyenge lekin na thookange na pishaab karenge, na kazaye haajat karenge na he rent aayegi. sahaba ny kaha khana kis terhan hazum hoga? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : ek dakkar ayegi aur Kastoori ki khusbhoo jaissa paseena aayega jis terhan saans chalti hai is terhan tasbeeh o Tehmid jari hogi
----
جابر‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے كہ نبی  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: اہل جنت وہاں كھائیں گے اور پئیں گے لیکن نہ تھوكیں گے نہ پیشاب كریں گے، قضاء حاجت کریں گے، نہ ہی رینٹ آئے گی۔ صحابہ نے كہا: كھانا کس طرح ہضم ہو گا  ؟ آپ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: ایك ڈكار آئے گی اور كستوری كی خوشبو جیسا پسینہ آئے گا جس طرح سانس چلتی ہے اس طرح تسبیح و تحمید جاری ہوگی
-----
Al-Silsila-tus-Sahiha#1451-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...