Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Jo Salam ka jawab nahi dete wo ajar se mehroom hojata hai
------
Abdul Rehman bin Sahibil RadiAllahu Anhu se rivayat hai ke mein ne Nabi Sallallahu Alaihi wasallam se suna farma rahe thy sawaar paidal chalne walay ko salam kahey, paidal chalne wala baithy huwe shakhs ko salam kahey, thode log ziyada logon ko salam kahin, jis shakhs ne salam ka jawab diya is ke liye ajar hai aur jis shakhs ne salam ka jawab nahi diya is ke liye koi ajar nahi
-----
عبدالرحمن بن شبل رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ میں نے نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا فرما رہے تھے : سوار پیدل چلنے والے کو سلام کہے، پیدل چلنے والا بیٹھے ہوئے شخص کو سلام کہے، تھوڑے لوگ زیادہ لوگوں کو سلام کہیں، جس شخص نے سلام کا جواب دیا اس کے لئے اجر ہے اور جس شخص نے سلام کا جواب نہیں دیا اس کے لئے کوئی اجر نہیں
------
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 469-Sahih
No comments:
Post a Comment