Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Abu Bakr RadiAllahu Anhu ka rutba
-------
Nabi kareem Sallallahu Alaihi wasallam ke paas ek khatoon ayen aur kisi maamle mein Aap se guftagu ki, phir Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne un se kaha ke woh dobarah Aap ke paas ayen. unhon ne arz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallan agar mein aon aur aap ko na paon toh phir Aap kya farmate hain? jaisay un ka ishara wafaat ki taraf ho. Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke agar mujhe nah pao to Abu Bakr RadiAllahu Anhu ke paas aaoo
------
Narrated Jubair bin Mut`im: A woman came to the Prophet and spoke to him about something and he told her to return to him. She said, O Allah's Apostle! If I come and do not find you? (As if she meant, ...if you die? ) The Prophet said, If you should not find me, then go to Abu Bakr.
-----
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس ایک خاتون آئیں اور کسی معاملہ میں آپ سے گفتگو کی، پھر نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ان سے کہا کہ وہ دوبارہ آپ کے پاس آئیں۔ انہوں نے عرض کیا: یا رسول اللہ! اگر میں آؤں اور آپ کو نہ پاؤں تو پھر آپ کیا فرماتے ہیں؟ جیسے ان کا اشارہ وفات کی طرف ہو۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اگر مجھے نہ پاؤ تو ابوبکر کے پاس آئیو۔
------
Sahih Bukhari Hadees # 7220-Sahih
No comments:
Post a Comment