Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday 18 May 2020

Sadqa Fitr mein kaun kaunsa khana yh cheez dena sahi hai?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Jawab ek se ziyada hain!

Sawal: Sadqa Fitr mein kaun kaunsa khana yh cheez dena sahi hai?

A.Gehu (wheat)
B. Khushk Anjeer
C.Kaaju
D.Paneer
E.Khajoor
F.Barley (Jao)
G.Chawal
H.Khushk Angoor

I: Sahi Jawab ka intezaar

*****************

Sahi Jawab - ABDEFH✅

Sadqa Fitr mein dene wale cheeze

Reference📚:
-----
 Abu Sa’eed Al-Khudri RadiAllahu Anhu se suna Aap farmate ke hum fitr ki zakat  ek saa anaaj ya’ Gehu, ya ek saa’ Jao ya ek saa Khajoor, ya ek saa’ Paneer ya ek saa' Zabeeb (khushk Anjeer ya Angoor) nikalte the.…”
-----
Narrated Abu Sa`id Al-Khudri: We used to give one Sa' of meal or one Sa' of barley or one Sa' of dates, or one Sa' of cottage cheese or one Sa' of Raisins (dried grapes) as Zakat-ul-Fitr. 
------
ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ سے سنا۔ آپ فرماتے تھے کہ ہم فطرہ کی زکوٰۃ ایک صاع اناج یا گیہوں یا ایک صاع جَو یا ایک صاع کھجور یا ایک صاع پنیر یا ایک صاع زبیب  ( خشک انگور یا انجیر )  نکالا کرتے تھے۔ 
-------
Sahih Al Bukhaari hadees # 1506

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...