Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday, 10 May 2020

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne ek aise kalimat ka zikr kiya ke joh shaqs chahiye iss kalimat ko ziyada kahe aur apne nekiyon mein izafah karle aur jo Allah Subhanahu se bakhshish chahega Allah Subhanahu is ko bakhash dega?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne ek aise kalimat ka zikr kiya ke joh shaqs chahiye iss kalimat ko ziyada kahe aur apne nekiyon mein izafah karle aur jo Allah Subhanahu se bakhshish chahega Allah Subhanahu is ko bakhash dega? 

Wo kalimat kaunsa hai

A.
ربنا آتنا في الدنيا حسنة وفي الآخرة حسنة
B.
سُبْـحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْـدِهِ ، سُبْـحَانَ اللَّهِ الْعَظِيمِ
C.
سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ وَبِحَمْدِكَ أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوبُ إِلَيْكَ
D.
سبحان اللہ وبحمدہ
E.
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ
F. 
لاَ حَـوْلَ وَلاَ قُـوَّةَ إِ لاَّ بِاللَّهِ
G. 
اَللَّهُـمَّ اِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّيْ
H. 
لاَ إِلَـٰهَ إِ لاَّ أَنْتَ سُبْـحَانَكَ ، إِ نِّـيْ كُنْتُ مِـنَ الظَّالِمِيْنَ
I. Inmein se koi nahi

J. Sahi Jawab ka intezaar

Note agar apka jawab I hai toh sahi jawab likhiye

**************
Sahi Jawab - D✅

Aise kalimat jiske padhne wala Allah Subhanahu se bakshish chahega toh Allah Subhanahu is ko bakhash dega

📚 Reference: 
---------
Ibn Umar Radi Allahu Anhu ne ek din Rasool-Allah (ﷺ) ne apne sahaba se farmaya

 : سبحان اللہ وبحمدہ
SubhanAllāh, wa biḥamdih)

kaha karo, jis ne yeh kalma ek baar kaha is ke liye das naikian likhi jayen gi, aur jis ne das baar kaha is ke liye sau naikian likhi jayen gi, aur jis ne sau baar kaha is ke liye ek hazaar naikian likhi jayengi, aur jo zyada kahe ga Allah is ki nakiyon mein bhi izafah farma dega, aur jo Allah Subhanahu se bakhshish chahega Allah Subhanahu is ko bakhash dega“
------------
Ibn `Umar narrated that one day, The Messenger of Allah (ﷺ) said to his Companions: “Say ‘Glory is to Allah and with His Praise (Subḥān Allāh, wa biḥamdih)’ a hundred times. Whoever says [it] one time, it is written for him ten, and whoever says it ten (times), it is written for him a hundred, and whoever says it a hundred (times), it is written for him a thousand, and whoever increases, Allah will increase for him, and whoever seeks Allah’s forgiveness, [Allah] will forgive him.”
-------------
 ایک دن رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنے صحابہ سے فرمایا: «سبحان الله وبحمده» کہا کرو، جس نے یہ کلمہ ایک بار کہا اس کے لیے دس نیکیاں لکھی جائیں گی، اور جس نے دس بار کہا اس کے لیے سو نیکیاں لکھی جائیں گی، اور جس نے سو بار کہا اس کے لیے ایک ہزار نیکیاں لکھی جائیں گی، اور جو زیادہ کہے گا اللہ اس کی نیکیوں میں بھی اضافہ فرما دے گا، اور جو اللہ سے بخشش چاہے گا اللہ اس کو بخش دے گا“۔
---------------
Grade : Hasan (Darussalam)
Reference : Jami` at-Tirmidhi 3470
In-book reference : Book 48, Hadith 101
English translation : Vol. 6, Book 45, Hadith 3470

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...