❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Ek aisa murgh hai jiske pav zameen par hai aur garden Arsh ke neeche jhuki huwi hain joh yh keh raha hain tu paak hai ek hamare RABB tu kitna Azeem hain.
Sawal: to usse kya Jawab diya jata hain?
A: Allah Subhanahu ki aayato ko jhootlane wala shakhs yh nahi janta
B: Munafiq shakhs nahi janta
C: Kafir shakhs nahi samajhta
D: Allah Subhanhu ki jhooti qasam khane wala shakhs nahi janta
E: Allah Subhanhu se shirk karne wala shakhs nahi janta
F: Jo shakhs yh nahi manta ke Rasool-Allah Sallahu Alahi waSallam Allah ke bande hai aur Nabi hai
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
**************
Sahi Jawab - D✅
Reference📚:
--------
Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Allah Subhanahu ta’ala ne mujhe ijazat di hain ke mein aise Murgh ke baare mein batao jiss ke pav zameen mein hain aur is ki gardan Arsh ke neeche jhuki huwi hain aur woh keh raha hai tu paak hai Eh hamaray RABB! tu kitna Azeem hain to usse jawab diya jata hain ye baat woh shakhs nahi jaanta jo Meri Jhooti Qasam khata hain.
---------
ابو ہریرہرضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے کہ: اللہ تعالیٰ نے مجھے اجازت دی ہے کہ میں ایسے مرغ کے بارے میں بتاؤں جس کے پاؤں زمین میں ہیں اور اس کی گردن عرش کے نیچےجھکی ہوئی ہے اور وہ کہہ رہا ہے: تو پاک ہے اے ہمارے رب! تو کتنا عظیم ہے۔ تو اسے جواب دیا جاتا ہے یہ بات وہ شخص نہیں جانتا جو میری جھوٹی قسم کھاتا ہے۔
-------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3101
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment