Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Wednesday, 27 May 2020
Tuesday, 26 May 2020
Kaunse se bande ko Allah Subahanhu Muazziz bana deta hai
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Kaunse se bande ko Allah Subahanhu Muazziz bana deta hai
A: jo apne bhai ke liye bhi wahi pasand karta hai joh khud ke liye pasand karta hai
B: jo har waqt Allah Subhanahu ko yaad karta rehta hai, bhulta nahi
C: Jo banda kisi bande se Allah Subahnahu ke liye Mohabbat karta hain
D: jo Allah Subahnahu ne usay diya aur wo uss par raazi ho jaye
E: jo hidaayat ki pairwi karta hain
F: jo ilm se sair nahi hota, logon ke ilm ko apne ilm mein jama karta rehta hai
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
❗Note agar apka jawab "G" hain toh sahi jawab likhiye
***************
Sahi Jawab -C✅
Allah Subhanahu ke liye Mohabbat karne wale ko Allah Subahnahu Muazziz bana deta hai
Reference📚:
------
Abu Hurraira RadiAllahu Anhu se rivayat hain joh bandah kisi bande se Allah Subhanahu taala ke liye Mohabbat karta hai Allah Subahnahu taala Allah usse Muaziz bana deta hain
------
ابو امامہرضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے جو بندہ کسی بندے سے اللہ تعالیٰ کے لئے محبت کرتا ہے اللہ تعالیٰ اسے معزز بنا دیتا ہے۔
-----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 392
Subscribe to:
Posts (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Ye Kalme tammam kalimaat se behtar hain --------- Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Chaar...
-
Bismillahirrahmannirrahim إِنِّي ذَاهِبٌ إِلَىٰ رَبِّي سَيَهْدِينِ ---- "Mein apne RABB ki taraf jata hon, wahi ...
-
Bismillahirahmanirrahim وَمَا كَانَ اللَّهُ مُعَذِّبَهُمْ وَهُمْ يَسْتَغْفِرُونَ ---- Aur Allah inhen Azaab karne wala nah...
-
Bismillahirahmanirrahim اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد Allahumma Salli Ala Muhammed ----- Eh Allah Rahmat nazil farma...
-
Bismillahirrahmannirrahim وَ مَنۡ اَعۡرَضَ عَنۡ ذِکۡرِیۡ فَاِنَّ لَہٗ مَعِیۡشَۃً ضَنۡکًا ------ Aur Jo Mere ZIKR se Mooh...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: kaunse shaqs ke liye farmaya ke Farishtay unse unki nekiyon le li jayegi yh unke gunah is ke upar laad diy...
-
Bismillahirahmanirrahim Kisi cheez ke nuqsan ya naimat ke chale jane par padhne ki dua --------- Umm Salma (Hind bint Abu Umayya) Radi All...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Jawab ek se zayda hai! Sawal: Allah Subahnhu inmein kaunse dil ki dua kabool nahi karta A: Riyaakari karne wala B:...
-
Bismillahirahmanirrahim وَإِنَّهُ لَهُدًى وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ --- Aur Beshak ye (Quran) momeeno ke liye Hidayat aur Rahmat hai --- ا...


































































































