❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne kaun se amal ko sabse bada jhoot kaha aur farmaya ke uss mein na padho aur na jasusi karo
A: Bohtaan lagana
B: Chugali karna
C: laanat karna
D: Beizzati karna
E: Aib tallash karna
F: Badgumani karna
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
Note agar apka jawab "G" hain toh sahi jawab likhiye
****************************
Sahi Jawab - F✅
Badgumani sabse bada Jhoot hain iss liye na uss mein padho aur na jasusi karo
Reference📚:
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaye Junn Wa Ghumaan ke piche padne se bacho ya Badgumani se bacho isliye ke Badgumani sabse bada Jhoot hain na toh uss mein padho aur na jasusi karo
-------------
Abu Hurairah reported the Messenger of Allah(ﷺ) as saying: Avoid suspicion for suspicion is the most lying form of talk. Do not be inquisitive about one another, or spy on one another.
------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ظن و گمان کے پیچھے پڑنے سے بچو یا بدگمانی سے بچو، اس لیے کہ بدگمانی سب سے بڑا جھوٹ ہے، نہ ٹوہ میں پڑو اور نہ جاسوسی کرو
------------
Sahih Hadees
Sunnan e Abu Dawud hadees # 4917
No comments:
Post a Comment