Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 28 January 2020

Allah subhanahu ki ata ki gayee naimato ke zawal se bachne ki dua





Bismillahirrahmanirrahim


Allah subhanahu ki ata ki gayee naimato ke zawal se bachne ki dua
---------------------
Abdullah bin umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki  Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ki dua ye thi : 

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ زَوَالِ نِعْمَتِكَ وَتَحَوُّلِ عَافِيَتِكَ وَفُجَاءَةِ نِقْمَتِكَ وَجَمِيعِ سَخَطِكَ
Allahumma innee Auzubika min zawali nimatika, wa tahawwuli Aafiyatik, wa fujaaaati nimatika wa jamee'e sakhatik.
Tarjumah : Ya Allah main Panaah maangta hun teri Naimat ke zawal se, aur teri ata ki huyee Aafiyat ke palat jane se , aur tere naaghani Azab se , aur  sab tere ghazab (gussey) wale kaamon se.
Sahih Muslim , 6943
---------------------
حضرت عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ، کہا : رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی دعاؤں میں سے ایک یہ تھی

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ زَوَالِ نِعْمَتِكَ وَتَحَوُّلِ عَافِيَتِكَ وَفُجَاءَةِ نِقْمَتِكَ وَجَمِيعِ سَخَطِكَ

 " اے اللہ! میں تیری پناہ چاہتا ہوں تیری نعمت کے زوال سے ، تیری عافیت کے ہٹ جانے سے ، تیری ناگہانی سزا سے اور تیری ہر طرح کی ناراضی سے ۔ "
صحیح مسلم ٦٩٤٣ 
--------------
Abdullah bin Umar reported that The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam  supplicated in these words:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ زَوَالِ نِعْمَتِكَ وَتَحَوُّلِ عَافِيَتِكَ وَفُجَاءَةِ نِقْمَتِكَ وَجَمِيعِ سَخَطِكَ
Allahumma innee Auzubika min zawali nimatika, wa tahawwuli Aafiyatik, wa fujaaaati nimatika wa jamee'e sakhatik.
O Allah! I seek refuge in You from the decline of Your blessings, the removal of our state of well-being, the sudden onset of Your punishment and from all that displeases you.
Sahih Muslim, Book 36, 6602

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...